Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnkhen (1968)
HomeAnkhen (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gairon pe karammmmm apnon pe sitammmmm aye jaane wafaaaaa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar rehne de abhi thoda sa bharam aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam hum chaahne waale hain tere yun humko jalaana theek nahin mehfil mein tamaasha ban jaayen iss darja sataana theek nahin iss darja sataana theek nahin mar jaayenge hum mit jaayenge hum aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar ye zulm na kar gairon ke thirakte shaane par ye haath gawara kaise karen gairon ke thirakte shaane par ye haath gawara kaise karen har baat gawara hai lekin ye baat gawara kaise karen ye baat gawara kaise karen tujhko teri bedardi ki kasam aye jaane wafa ye zulm na kar gairon pe karam apnon pe sitam aye jaane wafa ye zulm na kar ye zulm na kar hum bhi the tere manzoor e nazar jee chaahe to ab iqraar na kar sau teer
meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari aar naa soojhe paar naa soojhe ab koi duja dwaar naa soojhe aar naa soojhe paar naa soojhe ab koi duja dwaar naa soojhe kaun thikaane jaaun prabhu main chhod ke sharan tihaari chhod ke sharan tihaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari chheen gaya meri aas kaa moti kho gayi inn nainan ki jyoti chheen gaya meri aas kaa moti kho gayi inn nainan ki jyoti tere jagat mein bhatak rahi hoon main mamtaa ki maari main mamtaa ki maari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari
milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi hoti hai dilbaron ki inaayat kabhi kabhi hoti hai dilbaron ki inaayat kabhi kabhi sharmaa ke munh na pher nazar ke sawaal par sharmaa ke munh na pher nazar ke sawaal par laati hai aise mod pe kismat kabhi kabhi laati hai aise mod pe kismat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi khulte nahin hai roz dariche bahaar ke khulte nahin hai roz dariche bahaar ke aati hai jaaneman ye qayaamat kabhi kabhi aati hai jaaneman ye qayaamat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi tanha na kat sakenge jawaani ke raaste tanha na kat sakenge jawaani ke raaste pesh aayegi kisi ki zuroorat kabhi kabhi pesh aayegi kisi ki zuroorat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi phir kho naa jaayen hum kahin duniyaa ki bheed mein phir kho naa jaayen hum kahin duniyaa ki bheed mein milti hai paas aane ki mauhlat kabhi
tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande ved wohi kuraan wohi haiiii ved wohi kuraan wohi hai raam wohi rehmaan wohi hai kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe gore uske kaale uske are purab pachhim waale uske gore uske kaale uske purab pachhim waale uske sab mein usi ka noor samayaaaaa sab mein usi ka noor samayaa kaun hai apna kaun parayaa sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa
uss mulq ki sarhad ko koi chhoo nahin sakta jiss mulq ki sarhad ki nigebaan hain aankhen har tarah ke jazbaat kaa elaan hain aankhen har tarah ke jazbaat kaa elaan hain aankhen shabnam kabhi shola kabhi toofaan hain aankhen shabnam kabhi shola kabhi toofaan hain aankhen aankhon se badi koi taraazu nahin hoti aankhon se badi koi taraazu nahin hoti khultaa hai bashar jis mein wo mizaan hain aakhen khultaa hai bashar jis mein wo mizaan hain aakhen aankhen hi milaati hain zamaane mein dilon ko aankhen hi milaati hain zamaane mein dilon ko anjaan hain hum tum agar anjaan hain aakhen hoye anjaan hain hum tum agar anjaan hain aakhen lab kuchh bhi kahe uss se haqeeqat nahin khulti lab kuchh bhi kahe uss se haqeeqat nahin khulti insaan ke sach jhooth ki pehchaan hain aankhen insaan ke sach jhooth ki pehchaan hain aankhen aankhen naa jhuken teri kisi gair ke aage aakhen naa jhuken teri kisi gair ke aage duniyaa mein badi cheez meri jaan hain aakhen hoye duniyaa mein badi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gairon Pe Karam Ankhen (1968) 05:37 20461
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Kafi
Duration : 05:37   Song Number : 20461   

Meri Sun Le Araj Ankhen (1968) 03:47 20955
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:47   Song Number : 20955   

Milti Hai Zindagi Mein Ankhen (1968) 05:00 20968
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 05:00   Song Number : 20968   

Tujh Ko Rakhe Raam Ankhen (1968) 06:09 21351
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Amar Nath, Mehmood, Mala Sinha
Duration : 06:09   Song Number : 21351   

Uss Mulq Ki Sarhad Ko Ankhen (1968) 04:18 12693
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:18   Song Number : 12693